Mehendi Hai Rachnewali - Zubeida

Description:

(Mehndi hai rachnewaali, haathon mein gehri laali Kahe sakhiyaan, ab kaliyaan Haathon mein khilnewaali hain Tere mann ko, jeevan ko Nayi khushiyaan milnewaali hai) - 2 O hariyali banno Le jaana tujhko guiyyaan aane waale hai saiyyaan Thaamenge aake baiyyaan, goonjegi shehnaayi Angnaayi, angnaayi Mehndi hai rachnewaali, haathon mein gehri laali Kahe sakhiyaan, ab kaliyaan Haathon mein khilnewaali hain Tere mann ko, jeevan ko Nayi khushiyaan milnewaali hai Gaaye maiya aur mausi, gaaye behna aur bhabhi Ke mehndi khil jaaye, rang laaye hariyaali banni Gaaye phoofi aur chaachi, gaaye naani aur daadi Ke mehndi mann bhaaye, saj jaaye hariyaali banni Mehndi roop sanwaare, o mehndi rang nikhaare, ho Hariyaali banni ke aanchal mein utrenge taarein Mehndi hai rachnewaali, haathon mein gehri laali Kahe sakhiyaan, ab kaliyaan Haathon mein khilnewaali hain Tere mann ko, jeevan ko Nayi khushiyaan milnewaali hai Gaaje, baaje, baraati, ghoda, gaadi aur haathi ko Laayenge saajan tere aangan, hariyaali banni Teri mehndi woh dekhenge To apna dil rakhdenge woh Pairon mein tere chupke se, hariyaali banni Mehndi roop sanwaare, o mehndi rang nikhaare, ho Hariyaali banni ke aanchal mein utrenge taarein Mehndi hai rachnewaali, haathon mein gehri laali Kahe sakhiyaan, ab kaliyaan Haathon mein khilnewaali hain Tere mann ko, jeevan ko Nayi khushiyaan milnewaali hai

Karishma Kapur

Kareena, Karisma attend chautha of Priyanka’s father

Priyanka Chopra’s father Dr. Ashok Chopra passed away on 10th June and Bollywood celebrities in large number paid their last tribute to the departed soul.  A prayer meeting was held yesterday which was also attended by Priyanka’s close associates. Dr. Ashok who was battling agains

Check Photos: Inside Saif, Kareena’s private party

Saif Ali Khan and Kareena Kapoor threw a private bash at their residence and it was attended by close friends of both the stars. Kareena has suffered injury on the set of Punit Malhotra’s ‘Gori Tere Pyar Mein’ and worried

Mother's Day Special: Bollywood stars and their moms

The old saying goes the hand that rocks the cradle rules the world. We would certainly like to know the mothers of the Bollywood beauties who hold millions in their thralls. Some were housewives; some were leading ladies in their days but all have guided their daughters to become self fulfilled,